Hello, friends how are you...
Aaj ham ap ke lie kuchh Naya leke aye hai or is me ham ap ko batayenge ki Konsa browser Achha or safe hai.
Google chrome :
 Dosto hame pata hai ki Google chrome android me Sabse best browser me ek hai. Or rutin life me ham Kisi na Kisi Baja se is ka yous karte hai.
1.DATA SAVER MODE
  Dosto aaj ki date me internet data bahot hi mahega ho gaya hai par chrome me aap ko  option milta hai jis je web page compress ho jate hai.is se hamara data bahot hi kam kharch hota hai.
      Sabse pahle Google Chrome open kare uske baad top right corner me 3 dots dikhenge us par click kijiy aur wahan se setting me jakar aapko data saver ka option milega Jahan se aap data saver mode on ya off kar sakte hain

2.#FORCE ZOOM 

Friends kuch websites Aisi hoti hai Jo fixed size hoti hai aur jinko Hum zoom nahi kar sakte Tu iske liye Hame Google Chrome ke upar dikh rahe 3 dots touch karna hai aur uske baad accessibility Naam ke option par click karna hai or force zoom ko on karna hai aur usme Apne hisab se changed kar hai

3.FAVOURITE SITES ICON ON ANDROID HOME SCREEN.
Kuch sites Aisi Hoti Hai Jinka use Hum Roza na Karte Hain jaise ki share markets shopping business etc. Agar Main Kahoon Woh website aap ki Home Screen par he Mil Jaye Toh aapko Kaisa lagega to Yeh facility b Google Chrome deta hai is ke liye Google Chrome me jakar top right mein dikh rahe 3 dot ko touch kijiye aur add to home screen for click kijiye aur uske baad Woh website aap ke home screen par rahegi
4.TURN OFF TRACKING
    Kuch websites Aisi hoti hai jo aapke browsing data ko track karti hai Agar aap chahte ho ki aap ke Data Koi Aur na Dekhe aur shape Rakhna toh aap Chrome ke setting me jakar do not track ke option ko on kar sakte hain

Agar aapko Hamare article accha laga ho toh aap niche comment box mein comment dekh kar Hamara Saath de sakte hain 



Thanks for watching